NEELE NEELE AMBAR PAR CHORDS
NEELE NEELE AMBAR PAR CHORDS
SONG:- Neele Neele Ambar Par
ALBUM:- Kalakaar (1983)
SINGER:- Kishore Kumar
MUSICIAN:- Kalyanji, Anandji
LYRICIST:- Indeevar, Manoj Kumar
SCALE:- Dm
CAPO:- No Capo
CHORDS:- Dm, G, C, A#, A, Gm
SUGGESTED STRUMMING:- D UUD UUD
CHORDS DIAGRAM
(Dm)Neele neele ambar par (Dm)chaand jab (Dm)aaye
(Dm)Pyaar bar(G)saaye humko tars(Dm)aaye
(Dm)Aisa koi saathi ho aisa koi (C)premi ho
(C)Pyaas dil (Gm)ki bujha (Dm)jaaye
(Dm)Neele neele am(C)bar par chaand jab (Dm)aaye
(C)Pyaar barsaaye humko (Dm)tarsaaye
(Dm)Aisa koi saathi ho aisa koi (C)premi ho
(C)Pyaas (A#)dil ki bujha jaaye
(A#)Neele neele (C)ambar par chaand (Dm)jab aaye
(Dm)Pyaar (C)barsaaye humko (Dm)tarsaaye
(Dm)Oh oonche oonche parvat jab (C)choomte hain ambar ko
(A#)Pyaasa pyaasa ambar jab choom(Gm)ta hai saagar (Dm)ko
(Dm)Oh oonche oonche parvat jab (C)choomte hain ambar ko
(A#)Pyaasa pyaasa ambar jab choom(Gm)ta hai saagar (A)ko
(Dm)Pyaar se (C)kasne ko baahon mein (Dm)basne ko
(Dm)Dil mera (C)lalchaaye koi (Dm)to aa jaaye
(Dm)Aisa koi saathi ho (C)aisa koi premi ho
(A#)Pyaas dil ki bujha jaaye
(A#)Neele neele (C)ambar par chaand jab (Dm)aaye
(Dm)Pyaar bar(C)saaye (Dm)humko tarsaaye
(Dm)Oh thande thande jhonke (C)jab baalon ko sehlayein
(A#)Tapti tapti kirnen (Gm)jab gaalon (Dm)ko (A)chhoo (Dm)jayein
(Dm)Oh thande thande jhonke (C)jab baalon ko sehlayein
(A#)Tapti tapti kirnen (Gm)jab gaalon ko (A)chhoo jayein
(Dm)Saanson ki (C)garmi ko haathon ki (Dm)narmi ko
(C)Mera mann tarsaaye (Dm)koi to chhoo jhaaye
(Dm)Aisa koi saathi ho (C)aisa koi premi ho
(A#)Pyaas dil ki bujha jaaye
(C)Neele neele ambar par (Dm)chaand jab aaye
(C)Pyaar barsaaye (Dm)humko tarsaaye
(Dm)Hey chham chham karta saawan (C)boondon ke baan chalaaye
(A#)Satrangi barsaaton mein (Gm)jab tan man bhiga (Dm)jaay(A)eee
(Dm)Chham chham karta saawan (C)boondon ke baan chalaaye
(A#)Satrangi barsaaton mein (Gm)jab tan man bhiga (A)jaayeee
(Dm)Pyaar mein (C)nahaane ko (Dm)doob hi jaane ko
(C)Dil mera tadpaaye (Dm)khwaab jaga jaaye
(Dm)Aisa koi saathi ho (C)aisa koi premi ho
(A#)Pyaas dil ki bujha jaaye
(C)Neele neele ambar par (Dm)chaand jab aaye
(Dm)Pyaar (C)barsaaye humko (Dm)tarsaaye
(C)La la la la la (Dm) la la la la la la......

Comments
Post a Comment